¡Sorpréndeme!

HOW TO SPEND THE MONTH OF RAMADAN

2017-05-28 1 Dailymotion

Subscribe to my channel : https://www.youtube.com/channel/UCqJoe44k0o-Uxh-dCFtjlYA
Watch my other videos:
1. https://www.youtube.com/watch?v=HooT71SkmIo
2. https://www.youtube.com/watch?v=6AiQETa_vNo
Assalam o Alaikum doston is video mey aap ko ramadan kay maheenay kay fazail ka patha chalay gaa aur aap ko maloom hoga kay ramadan kay maheenay ko kaisay guzara jaye. Ramadan islami saal ka 9th maheena hey aur ye bahot hi barkat wala maheena hey.Is puray maheenay mey musalman rozay rakhtain hain, taraweeh parhtain hain aur tamaam maheeenay ko ibadat mey guzartain hain aur ALLAH ko razy kartain hain.Is maheenay main duwayein qabool hoteen hain aur is maheeenay may har naik amal ka sawab baaqi maheenon kay sawab se zyada milta hay.ALLAH IFTAAR KAY WAQT DUWAWON ko qabool farmatain hain aur jo ramadan kay ba barkat maheenay may b gunah karay ALLAH ki rahmat se wo mehroom hota hay.Is maheenay may 4 logon k ilawa tamam insanon ki maghfirat kar di jaati hay.
1. shirk karnay wala
2. waldain ka nafarmaan
3. qata taluq karnay wala
4. dil may keena rakhnay wala
Rmadan kay maheenay kay baad EID UL FITR hoti hay
ALLAH TALA se duwa hay kay ALLAH humain b is maheenay may zyada se zyada naiki karnay ki toufeeq ata farmaye takay ALLAH TALA humary b mughfirat farmaye AMEEN.