Fast Food Or Soft Drink Ke Nuqsanat
Bacho mein soft drinks or junk food ke use se diabetes type one ka marz tezi se phel raha hai, Pakistan mein register diabetes ke patient ki tadad 700000 se ziyada hai jabkay itni hi tadad ghair registered hai jo apni beemari se la ilm hai.
Diabetic Association Pakistan ke Secretary Professor Doctor Samad Shera ne kaha ke bacho ke liye junk food or soft drinks 1 meetha zehar hai 1 waqt tha jab hum ye samajhtay thay k bacho ko diabetes type 2 kabhi nahi ho sakti lekin junk food or soft drinks ke use se 8 se 10 saal ke bacho mein type 2 ke cases samnay arahay hein jo ke 1 sangeen masla hai, type 2 sirf 30 saal se zaaid age ke afrad ko lahaq hoti thi lekin ab ye bacho or no jawano ko bhi la haq ho rahi hai type 1 mein bachy dublay or type 2 mein motapay ka shikar ho jatay hein.
Visit http://www.islamiwazaif.com
or
http://www.aurado-wazaif.blogspot.com
Islamic and Quranic Wazaif in urdu, Ahadees Sharif, Masnoon Duain, Durood Sharif, complete Quran Pak with Urdu and English Translation, health tips, beauty tips, ghareloo totkay, fruit benefits, vegetable benefits and find the solution of all your problems through Rohani ilaj.
Facebook Page: http://www.facebook.com/islamiwazaifurdu
Twitter: https://twitter.com/iftikharalamsbg
Google+: https://plus.google.com/116083544705757703790